• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajab Tarah Se Main Sarf-E-Malal Hone Laga

Ajab Tarah Se Main Sarf-E-Malal Hone Laga

ajab tarah se main sarf-e-malal hone laga

jo shahr ka hai vahi dil ka haal hone laga

sab us ki bazm men the mujrmon ki tarah ḳhamosh

ham aa ga.e to hamin se saval hone laga

ab asman se mujhe shikva-e-jafa bhi nahin

har inqalab mire hasb-e-hal hone laga

hamare kaif-o-masarrat men ehtimam kahan

hava.e taaza chali ji bahal hone laga

jo ḳhush nahin hai ‘sahar’ ban ke mera ham-saya

vo kis guman pe mira ham-ḳhayal hone laga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

seema-gupta

Sauda-E-Ishq Ke To Khata-War Hum Nahin

poet

Humse Warafta Ulfat Hain Bahut Kam Paida

poet

Bhale Hi Aankh Meri Sari Raat Jagegi

gulzar

Wo Khat Ke Purze Uda Raha Tha

Gulshan Gulshan KHak uDi Aur Viranon Mein Phul Khile

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet