• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hans Raha Hoga Shikari Jal Phailate Hue

Hans Raha Hoga Shikari Jal Phailate Hue

hans raha hoga shikari jaal phailate hue

ḳhauf aata hai mujhe ghar lauT kar jaate hue

mangte hain log paani ki dua ba-chashm-e-nam

ḳhush hai badal har taraf tezab barsate hue

ḳhamushi to mas.ale ka hal nahin lagti hai aur

baat bigḌi hai hamesha baat manvate hue

muḳhtalif hai soch us ki main ne chaha tha magar

mera bachcha ho baḌa kal mujh ko dohrate hue

ḳhvahishon ne kar diya rusva sar-e-bazar yuun

ab zarurat ro rahi hai haath phailate hue

main usi avaz ke pichhe chala huun jhuum kar

aage aage chal raha hai rasta gaate hue

kaanp uThta hai dil-e-‘maqsud’ gham ke naam par

main to ik ik dard sah leta huun muskate hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jigar Khun Ho Ke Bahar dida-E-Giryan Aawega

abdul-rahman-khan-wasfi-bahraichi

dil Unki Mohabbat Ka Jo diwana Lage Hai

poet

Gae Hain Jab Se Wo Uth Ke Yan Se Hai Haal Bahar Mera Bayan Se

Pas-E-Namus-E-Tamanna Har Ek Aazar Mein Tha

Narmi Hawa Ki Mauj-E-Tarab-KHez Abhi Se Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet