• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar

Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar

hans len ye sitare bhi abhi raat ke uupar

din chaḌhte hi aa ja.enge auqat ke uupar

ban jaa.e na virani-e-dil apni tamasha

ham ḳhol chaḌha lete hain ik zaat ke uupar

pahle to samajhte rahe har shai ko tamasha

ab roke bhi kya kijiye halat ke uupar

dekha hai uchhalti hui dastaron ka manzar

ik fitna-e-dauran se mulaqat ke uupar

vaa.iz kabhi maidan-e-amal men bhi qadam rakh

is silsila-e-kashf-o-karamat ke uupar

ibrat to koi lene ko tayyar nahin hai

haan jashn manate hain mazarat ke uupar

‘az.har’ na thi is baat men kuchh bhi to haqiqat

ik hashr sa barpa hua jis baat ke uupar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dilon Par Ye Naqsh Usne Apna biThaya

Sufi

Justuju Mein Kamal Karta Ja

abdul-hamid-adam

Ruh Ko Ek Aah Ka Haq Hai

Jin Ke Footpath Pe Ghar Panw Mein Chhaale Honge

Sulh-O-Paikar Bhi Ho Aur Rifaqat Bhi Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet