• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hans Hans Kar Aansu Pi Jaana Aap Ke Bas Ki Baat Nahin

Hans Hans Kar Aansu Pi Jaana Aap Ke Bas Ki Baat Nahin

akhtar-azad-1

hans hans kar aansu pi jaana aap ke bas ki baat nahin

apne ghar men aag lagana aap ke bas ki baat nahin

divanon ki ankhen bhi aine jaise hoti hain

divanon se aankh milana aap ke bas ki baat nahin

ab to maut uThae ham ko to shayad ham uTh jaaen

ham ko apne dar se uThana aap ke bas ki baat nahin

har ik gaam pe us ki gali men tanz ke patthar chalte hain

us ki gali men ana-jana aap ke bas ki baat nahin

yuun to ham ne aap ki ḳhatir hosh ganvae jog liya

lekin ab ham ko samjhana aap ke bas ki baat nahin

aap ki ye tanhai ik din mera naam pukaregi

uljhi hui zulfen suljhana aap ke bas ki baat nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

KHud Apni Yaad Dila Ke Rula Diya Hai Mujhe

ruKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata

Naya Mai-Kade Mein Nizam Aa Gaya

Ajab Si Gard Jami Hai Yahan Fazaon Mein

poet

Jo Dil Mein Usko Basae Wo Aur Kuchh Na Kare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet