• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamein Chhod Kidhar Sidhaare Piyare

Hamein Chhod Kidhar Sidhaare Piyare

poet

hamen chhod kidhar sidhare piyare

hain mushtaq diide tumhare piyare

in ankhon ko badam o nargis se nisbat

idhar tuk to dekho hamare piyare

ye sarv-e-sahi aur shamshad saare

tumhare qad uupar se vaare piyare

ye khuban-e-hindi-o-chin-o-chigil bhi

tasadduq gae tujh pe aare piyare

tujhe tuktuki bandh sab tak rahe hain

falak tak bhi bin aankh taare piyare

libas-e-zar-o-gul ki hajat nahin hai

tujhe ai khuda ke sanvare piyare

tiri nichi in chitvanon ke thagon ne

bidesi banav hi maare piyare

use saai dena aur is ko badhai

ye chhal-bal batao to baare piyare

pado putki aise tumhare gunon par

tumhen ham to samjha ke haare piyare

vo majlis ki majlis jami aan kar phir

hue ham hain akhir kinare pyare

hata tifl-e-dil ‘azfari’ ka tire dekh

vo badam o aam aur chhuhare pyare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Tarah Soi Hain Aankhen Jagte Sapnon Ke Sath

Akasr Meri Zamin Ne Mere Imtihan Liye

majrooh-sultanpuri

Hamein Shuur-E-Junun Hai Ki Jis Chaman Mein Rahe

Aamad-E-Fasl-E-Bahaaran Nahin Jine Deti

Had-E-Imkan KHalaon Se Pare Mangta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet