• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamari Ruh Jo Teri Gali Mein Aai Hai

Hamari Ruh Jo Teri Gali Mein Aai Hai

poet

hamari ruuh jo teri gali men aai hai

ajal ke sadqe men ye raah dekh paai hai

vahan pahunch nahin saktin tumhari zulfen bhi

hamare dast-e-talab ki jahan rasai hai

lahu mira tiri talvar se mila aisa

ki nagavar pas-e-zabah bhi judai hai

na puchhiye ki tu jalta hai kyuun raqibon se

vahi ye aag hai jo aap ne lagai hai

nisar-e-hazrat-e-agha-ali-‘hasan’-khan huun

ziyada had se miri aabru badhai hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chahat Mein Aasman Ki Zamin Ka Nahin Raha

Jafaen Hoti Hain ghuTta Hai Dam Aisa Bhi Hota Hai

gulzar

Alaw

obaidullah-khan-mubtala

Ai Jawanan Nau-Bahaaran Mein Qadah-Noshi Karo

Na Chehre Se Na Aankhon Se Ayan Ishq

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet