• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Kabhi Phulon Ne Khushbu Ki Tijarat Ki Hai

Jab Kabhi Phulon Ne Khushbu Ki Tijarat Ki Hai

rahat-indori

jab kabhi phulon ne khushbu ki tijarat ki hai

patti patti ne havaon se shikayat ki hai

yuun laga jaise koi itr faza men ghul jaae

jab kisi bachche ne quran ki tilavat ki hai

ja-namazon ki tarah nuur men ujlai sahar

raat bhar jaise farishton ne ibadat ki hai

sar uthae thiin bahut surkh hava men phir bhi

ham ne palkon ke charaghon ki hifazat ki hai

mujhe tufan-e-havadis se darane vaalo

hadson ne to mire haath pe baiat ki hai

aaj ik dana-e-gandum ke bhi haqdar nahin

ham ne sadiyon inhin kheton pe hukumat ki hai

ye zaruri tha ki ham dekhte qilon ke jalal

umr bhar ham ne mazaron ki ziyarat ki hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Baat Ka Apni Na Jab Paya Jawab

poet

Aarzu-E-Dil-E-Nakaam Se Dar Lagta Hai

shaista-mufti

Aaj Lagta Hai Samundar Mein Hai Tughyani Si

Kahan Ki Chaal Nikali Hai Ye Kahan Ki Tarah

Harza-Sarai Bain-E-suKHan Aur baDh Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet