• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bayan Kya Kijiye Soz-E-Darun Ko Dastanon Mein

Bayan Kya Kijiye Soz-E-Darun Ko Dastanon Mein

bayan kya kijiye soz-e-darun ko dastanon men

nikal ke tiir kab aate hain vapas phir kamanon men

hamari soch ke badal hain uḌte asmanon men

karegi yaad ye duniya hamen aate zamanon men

sabhi mil kar bichhaḌ jaa.en agar gumnam ho jaa.en

makin phir kis liye baste hain in unche makanon men

rahe vahshat-zada ke saath to vahshat mili har dam

vo hi vahshat rahi man men sabhi mausam suhanon men

chura ke ḳhvab vo mere chala to ye ḳhayal aaya

qalam ki nok se likh duun alam ye sab lisanon men

jo sach kahte hain vo hi javedan rahte hain aalam men

chhupaya ja nahin sakta haqiqat ko fasanon men

zamin sarsabz hai faslen bhi kaisi lahlahati hain

amir-e-shahr ne ḳhirman jo banTa hai kisanon men

vafa ke naam par hargiz hina ḳhamosh mat rahna

kabhi vo lauT a.enge tumhari dastanon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahnaz-nabi

Minupaz

muKHtalif Ek Hi Sipah Ka Dukh

abu-bakr-abbad

Taj-Mahal Si Lagti Ho

Maulana Rumi

Qissa-e-Kudake Ki dar Pesh-e-Tabut-e-Pidar Mi-Nalid Wa Sukhan-e-Huji

Hum Apne Dil Ki dhaDkan Mein Ek Tamanna Lae Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet