• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamari Aankhon Ki Putliyon Mein Tera Mubarak Maqam Haiga

Hamari Aankhon Ki Putliyon Mein Tera Mubarak Maqam Haiga

siraj-aurangabadi

hamari ankhon ki putliyon men tira mubarak maqam haiga

palak ke pat ham ne khol dekhe to ain mah-e-tamam haiga

are sharab-e-khirad ke kaifi na kar tuun daava-e-pukhta-magzi

mai-e-mohabbat ka jaam pi tuun ki ab talak zarf khaam haiga

khayal-e-abru-e-qibla-ruyan hua hai mehrab-e-sajda-e-dil

namaz shart-e-niyaz ki padh saf-e-junun ka imaam haiga

agarche har sarv-e-rast-qamat chaman men maghrur-e-sar-kashi hai

muqabil is qadd-e-khush-ada ke miri nazar men ghulam haiga

‘siraj’ is shoala-ru siin hargiz gila rava niin hai ashiqon kuun

tamam jalti hai shama har shab abas patingon ka naam haiga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Duniya Mein Hai Yun to Kaun Be-Gham

Sang-E-Tiflan Ka Hadaf Jism Hamara Nikla

Baqa Ke Waste Ye Ehtimam Karta Hai

Is Ibtida Ki Saliqe Se Intiha Karte

hatim-ali-mehr

Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-E-Wasl

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet