• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aa Kidhar Hai Tu Saqi-E-Makhmur

Aa Kidhar Hai Tu Saqi-E-Makhmur

poet

aa kidhar hai tu saqi-e-makhmur

bhar ke de jam-e-bada-e-angur

koi jam-e-sharab aisa pila

jis se shadi kare dil-e-ranjur

ranj-e-geti se dil mukaddar hai

bhar ke de mai se saghar-e-billor

aaj yaum-e-zafar do-shohra hai

talib-e-aish hai dil-e-jamhur

maar kar dev-e-bad ko lanka se

raam aae muzaffar-o-mansur

ram-o-sita avadh men jab aae

dil-e-kaushalya hua masrur

takht-e-lanka diya vibhishan ko

jab hua qatl ravan-e-maqhur

dil sumitra ka bhi hua khursand

dekha lachhman ka jab rukh-e-pur-nur

kaash dashrath bhi zinda hote aaj

tha na ishvar ko ye magar manzur

doston ko ye din mubarak ho

ho mubarak unhen ye aish-o-surur

saal puchhe agar koi kah do

aaj maara hai ravan-e-maghrur

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sahra Mein Hai Qarar Na Sehn-E-Chaman Mein Hai

Dilon Mein Koi Hawas Koi Aarzu Bhi Nahin

ruKH Pe Yun Jhum Kar Wo laT Jae

Koi to Baat Hogi Tumhaari Nigah Mein

Aashna Dil Ko Jalane Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet