• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamare Ghar Ka Ajib-O-Gharib Manzar Hai

Hamare Ghar Ka Ajib-O-Gharib Manzar Hai

hamare ghar ka ajib-o-gharib manzar hai

kahin to aag lagi hai kahin samundar hai

vo fasle hain ki miTte nahin kisi surat

safar ka bhuut shab-o-roz mere sar par hai

vo ek lafz jo unvan-e-guftugu banta

vo ek lafz miri dastaras se bahar hai

kisi ki ahaTen dil ko hila.e deti hain

zarur koi mere jism-o-jan ke andar hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dilon Se Uthne Lagega dhuan To Kya Hoga

Hui Aaghaz Phulon Ki Kahani

muneer-niyazi

Khumar-E-Shab Mein Use Main Salam Kar Baitha

Kis Se ThanDak Hai Ki Ye Sab Hain Jalane Wale

poet

Maqam-E-Hosh Se Guzra Makan Se La-Makan Pahuncha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet