• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamara Raaz-dan Koi Nahin Hai

Hamara Raaz-dan Koi Nahin Hai

mumtaz-mirza

hamara raz-dan koi nahin hai

mohabbat ki zaban koi nahin hai

har ik ghuncha hai murjhaya hua sa

chaman men baghban koi nahin hai

qafas se chhut kar jaaen kahan ham

hamara ashiyan koi nahin hai

kahan jaaen ye darmanda musafir

amir-e-karvan koi nahin hai

andhere raste roke khade hain

charag-e-karvan koi nahin hai

hain pazhmurda tiri yadon ki kaliyan

bahar-e-javedan koi nahin hai

ibarat hai hayat-o-marg tum se

hamari dastan koi nahin hai

yahan har jins bik jaati hai ‘mumtaz’

sukhan ka qadr-dan koi nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

etibar-sajid

Kaha Takhliq-E-Fan Bole Bahut dushwar To Hogi

MAHMUD SHABISTARI

Sawal – Qadim-O-Mohdis Az Hum Chun Juda Shud

Aashiq Hue to Ishq Mein Hoshyar Kyun Na The

Andheri Shab Hai Zarurat Nahin Batane Ki

Kise DhunDhti Hai Mohabbat Kisi Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet