• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamara Phir Kabhi Pichha Karoge

Hamara Phir Kabhi Pichha Karoge

hamara phir kabhi pichha karoge

hamen chhup-chhup ke phir dekha karoge

agar kuchh din nazar aa.e na tum ko

hamara tum kabhi puchha karoge

hamen tum DhunDhne ghar se akele

hamari khoj men nikla karoge

bichhaḌ jaa.en agar ham tum achanak

hamare baa’d kya tanha karoge

agar ye soch bhi ho jaa.e puuri

to is ke baa’d kya socha karoge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Naqsh-E-dil Hai Sitam Judai Ka

Kho Diye Hain Chand Kitne Ek Sitara Mang Kar

mirza-ghalib

Afsos Ki dandan Ka Kiya Rizq Falak Ne

poet

Bana Ke Ek Nai Manzil Guzar Gae Hote

Hum Apne Ko Fash Kar Rahe Hain Ai Dahr

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet