• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ham-Nashino Kuchh Nahin Rakkha Yahan Par Kuchh Nahin

Ham-Nashino Kuchh Nahin Rakkha Yahan Par Kuchh Nahin

shabnam-shakeel

ham-nashino kuchh nahin rakkha yahan par kuchh nahin

chhod do is ki havas duniya ke andar kuchh nahin

dar khula hi rahne do ghar se nikalte vaqt tum

kuchh agar hai to tumhari zaat hai ghar kuchh nahin

baaen men suraj rahe aur chand dahne haath men

dil agar raushan nahin to shobada-gar kuchh nahin

main sarapa raat bhi huun main sarapa subh bhi

mujh se kam-tar kuchh nahin aur mujh se bartar kuchh nahin

ik chamak ankhon men aa jaati hai us ko dekh kar

varna dil to muttafiq hai aap se, zar kuchh nahin

aaine se ro ke puchha jab kabhi main kaun huun

aina bola vahin fauran palat kar kuchh nahin

vaqt ne sab duur kar di hain miri khush-fahmiyan

ye mira mukhlis hai mujh ko is se badh kar kuchh nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Dard Wo Wafa Wo Mohabbat Tamam Shud

poet

Jadu Thi Sehr Thi Bala Thi

Dariya Ki Rawani Mere Lahje Mein Nahin Hai

Kab Hawa muTThi Mein Aati Hai Abas dauDa Kiya

shahnaz-nabi

Nae Yug Ka Khwab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet