• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tamam Moajaze Sari Shahadaten Le Kar

Tamam Moajaze Sari Shahadaten Le Kar

tamam mo.ajaze saari shahadaten le kar

main aab o ḳhaak se guzra adavaten le kar

ḳhud apne harf ke sho.ale men jal ke lauTa huun

main ik safar pe gaya tha hikayaten le kar

kashan-kashan lab-e-sahil utar ga.i mujh men

udaas raat samundar ki vus.aten le kar

had-e-zaman-o-makan se guzar raha huun main

ḳhud apne hone na hone ki hairaten le kar

abhi to zaḳhm sile the ki asman se koi

miri taraf chala aaya jarahaten le kar

zamin ke logo suno hashr ab na uTThega

guzar gaya koi saari qayamaten le kar

akela shahr men phirta huun saara din ‘sabir’

main apne bichhḌe huon ki shabahaten le kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Pareshani Alag Thi Aur Pashemani Alag

Aaj Viran Apna Ghar Dekha

poet

Mera Khurshid-Ru Sab Mah-Ruyan Bich Yakka Hai

ameer-minai

Mere Bas Mein Ya To Ya-Rab Wo Sitam-Shiar Hota

ahmad-javed

Hargiz Na Rah Pai Farda-O-di Ne dil Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet