• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hain Gardishen Bhi Rawan baKHt Ke Sitare Mein

Hain Gardishen Bhi Rawan baKHt Ke Sitare Mein

hain gardishen bhi ravan baḳht ke sitare men

tabah main hi nahin vo bhi hai ḳhasare men

nigah pher li us ne chhupa liye aansu

magar bala ki kashish thi us ik nazare men

talatumon ki sifat ishq men rahi har-dam

safina dil ka musalsal hai tez dhare men

jala sake jo dil-o-jan vahi nazar qatil

vagarna soz-o-tapish hai kahan sharare men

tamam raat havaon se guftugu karna

ajab hai shauq mohabbat ke har sitare men

ta.alluqat nibhana bhi ek fan hai miyan

main tere miThe men shamil na tere khare men

udaas lamhon men ‘zakir’ vo jab mila mujh se

nazar uTha ke kaha kuchh na apne baare men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tha Jo Kabhi Ek Shauq-E-Fuzul

Ye Log Jis Se Ab Inkar Karna Chahte Hain

Phir Jo Dekha Dur Tak Ek KHamushi Pai Gai

Manzur Kar Le Faisla Parwardigar Ka

Zindagi Uljhi Hai Bikhre Hue Gesu Ki Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet