• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai kaThin Rah to Gir Gir Ke Sambhaalna Hoga

Hai kaThin Rah to Gir Gir Ke Sambhaalna Hoga

hai kaThin raah to gir gir ke sambhalna hoga

apni manzil ki taraf dauḌ ke chalna hoga

apne ḳhvabon ko haqiqat men badalne ke liye

ḳhvab-e-ghaflat se kisi taur nikalna hoga

tez andhi men jalana hai agar apna charagh

ruḳh havaon ka ba-har-hal badalna hoga

ban ke ulfat ki ghaTa tum yahan barso varna

aag nafrat ki jo bhaḌkegi to jalna hoga

chup rahoge to na mil pa.ega insaf kabhi

us ko paane ke liye tum ko machalna hoga

zindagi maang rahi hai jo umangon ki dalil

tum ko dariya ki tarah phir se ubalna hoga

tum jo chaho ki ujala ho tire dam se ‘munib’

ban ke ek sham.a yahan tujh ko pighalna hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sab Usul-E-Zindagi Be-Kar Ho Ke Rah Gae

poet

Is Shahr Mein Nishana-E-Qatil Hami to Hain

Shamil-E-Karwan to Hum Bhi Hain

Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai

Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka ujaD

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet