• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai Jo Rang Uski Jalwa-Gahon Mein

Hai Jo Rang Uski Jalwa-Gahon Mein

poet

hai jo rang us ki jalva-gahon men

dekhta huun vahi nigahon men

sair ko aa gaya vo jan-e-jahan

pad gai jaan sair-gahon men

ab to mai-khanon se bhi kuchh badh kar

jaam chalte hain khanqahon men

mera daava hai ishq men sachcha

dida-e-tar hain do gavahon men

bad-gumani na kar ‘sharaf’ pe ki vo

dil se hai tere khair-khvahon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Bewafa Hai Hamesha Hi Dil Dukhata Hai

Safar Ke Tasawwur Se Sahma Hua Hun

poet

Sari Baaten KHwab Ki Tabir Se Milti to Hain

Nazar Nazar Se Mila Kar Kalam Kar Aaya

poet

Mere Dil Mein Hijr Ke Bab Hain Tujhe Ab Talak Wahi Naz Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet