• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chameli Ghas Par Bikhri paDi Hai

Chameli Ghas Par Bikhri paDi Hai

chameli ghaas par bikhri paḌi hai

hava ye baagh men kaisi chali hai

lakiron se bane ik a.ine men

kisi ki shakl uljhi rah ga.i hai

miri khiḌki se chiḌiyan uḌ ga.i hain

munDeron ki marammat jab se ki hai

ilahi ḳhair ho ye kaun aaya

bahut be-vaqt ghanTi baj rahi hai

nikal aa.e achanak ghaas men phuul

sitaron ne unhen avaz di hai

ḳhatib-e-shahr ne divar kaisi

dilon ke anganon men khinch di hai

faqat tariḳh ko maz.hab samajh kar

abhi tak ham ne kitni bhuul ki hai

ye sikkon ki tamanna ka samar hai

mire balon men chandi aa ga.i hai

usi aluda paani men hamari

tumhari umr bahti ja rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kisi Se Jab Na uTha to uTha Bar-E-Garan Humse

sheikh-ibrahim-zauq

Hain dahan Ghunchon Ke Wa Kya Jaane Kya Kahne Ko Hain

poet

Visal-E-Yar Tamanna-E-KHam Hai Shayad

Mere Ghar Mein Na Hogi Raushni Kya

Zinat-E-Shahr-E-Wafa Ku-E-Butan Hain Kuchh Log

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet