• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun to Nahin Ki Pahle Sahaare Banae The

Yun to Nahin Ki Pahle Sahaare Banae The

yuun to nahin ki pahle sahare bana.e the

dariya bana ke us ne kinare bana.e the

kuuze banane vaale ko ujlat ajiib thi

puure nahin bana.e the saare bana.e the

ab ishrat-o-nashat ka saman huun to huun

ham ne to diip ḳhauf ke maare bana.e the

di hai usi ne pyaas bujhane ko aag bhi

paani se jis ne jism hamare bana.e the

phir yuun hua ki us ki zaban kaaT di ga.i

vo jis ne guftugu ke ishare bana.e the

sahra pe badalon ka hunar khul nahin saka

qatre bana.e the ki sharare bana.e the

‘shahid’ ḳhafa tha katib-e-taqdir is liye

ham ne zamin pe apne sitare bana.e the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-hamid-adam

Matlab Muamalat Ka Kuchh Pa Gaya Hun Main

Ek Ajab Si Duniya Dekha Karta Tha

faiz-ahmad-faiz

Girani-E-Shab-E-Hijran do-Chand Kya Karte

poet

Kya Karega Ja Ke Baitullah Tu

Dekhne Usko Koi Mere Siwa Kyun Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet