• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nai Duniya Nae Manzar Nae Afkar Mile

Nai Duniya Nae Manzar Nae Afkar Mile

na.i duniya na.e manzar na.e afkar mile

sab shajar naql-e-makani ke samar-bar mile

bad-e-hijrat tu hamen le ke jahan aa.i hai

in gali-kuchon men insanon ke shahkar mile

ḳhubsurat se kisi baar ke ik goshe men

dil ki tanha.i miTane ko ka.i yaar mile

kahin kho jaane ka dukh ek haqiqat hi sahi

apni pahchan ke bhi nit-na.e asar mile

kab talak sar pe virasat ki rida le ke chalen

kyuun na ab ham ko koi saya-e-divar mile

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tamasha Ahl-E-Mohabbat Ye Chaar-Su Karte

ambareen-haseeb-ambar

Ai Khuda Ajab Hai Tera Jahan Mera dil Yahan Pe Laga Nahin

Mujhko to Mashq-E-Samaat Hai Chalo Tum Bolo

Wahi Talluq-E-KHatir Jo Barq-O-Baad Mein Hai

Auron Ka Tha Bayan to Mauj Sada Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet