• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Sitam Hai dil Ke dhadakne Ko Bhi Qarar Kahen

Sitam Hai dil Ke dhadakne Ko Bhi Qarar Kahen

poet

sitam hai dil ke dhadakne ko bhi qarar kahen

tumhare jabr ko apna hi ikhtiyar kahen

sukun vahi hai jise chara-gar sukun kah den

kahan ye izn ki kuchh tere be-qarar kahen

chhupaen dagh-e-jigar phuul jitna mumkin ho

kahin na ahl-e-nazar un ko dil-figar kahen

faza hai un ki chaman un ke ashiyan un ke

khizan ke zakhm ko jo ghuncha-e-bahar kahen

piye hain ashk hazaron to lab pe aai hai

vo ik hansi ki jise farz-e-nagavar kahen

andheri shab men jalenge charagh ban ban ke

vo naqsh-e-pa ki jinhen raah ka ghubar kahen

samajh sakega vahan kaun raz-e-mai-khana

‘nasim’ tishna-labi ko jahan khumar kahen

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

fahmida-riaz

Us Ka dil To Achchha dil Tha

Safar Ke Tajrabon Mein Gard-E-Pa Bhi Aa Hi Jati Hai

Shajar to Kab Ka kaT Ke Gir Chuka Hai

poet

Ye Jo Biphre Hue Dhaare Liye Phirta Hun Main

allama-iqbal

Teri duniya Jahan-E-Murgh-O-Mahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet