• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai Iztirab Har Ek Rang Ko Bikharne Ka

Hai Iztirab Har Ek Rang Ko Bikharne Ka

hai iztirab har ik rang ko bikharne ka

ki aftab nahin raat bhar Thaharne ka

mujassame ki tarah mausamon ko sahta hai

vo muntazir hai koi hadsa guzarne ka

laTakte sukhte ye naqsh yunhi ro.enge

guzar gaya hai jo mausam tha rang bharne ka

vo aa.ine se agar ho gaya hai be-parva

javaz kya hai use phir kisi se Darne ka

giregi kal bhi yahi dhuup aur yahi shabnam

is asman se nahin aur kuchh utarne ka

ab aag aag hai niile pahaḌ ka manzar

hamen tha shauq bahut us ke paar utarne ka

agarche us ki har ik baat khurduri hai bahut

mujhe pasand hai Dhang us ke baat karne ka

diya hai jis ne bhi chup ka sharap lafzon ko

use ḳhabar hai nahin lafz koi marne ka

hamen ḳhabar hai hamare safar ki ai ‘manzur’

kahenge ham hi na hai rasta sanvarne ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdussamad-tapish

Patte Patte Se Naghma-Sara Kaun Hai

parveen-shakir

Nick-Name

Wo Dil Nahin Raha Wo Tabiat Nahin Rahi

Ek Sajda KHush-Gulu Ke Aage Sahwan Ho Gaya

Karb-E-Judai Aankhon Mein Aane Nahin Diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet