• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai iKHtiyar Mein Tere Na Mere Bas Mein Hai

Hai iKHtiyar Mein Tere Na Mere Bas Mein Hai

hai iḳhtiyar men tere na mere bas men hai

vo ek lamha jo auron ki dastaras men hai

vo munh se kuchh nahin kahta ki pesh-o-pas men hai

badan ka karb to zahir nafas nafas men hai

agarche shor bahut kucha-e-havas men hai

vo kya kare ki jo chalisven baras men hai

karega kaun use sazish-e-badan men sharik

jo shaḳhs qaid abhi ruuh ke qafas men hai

uTho ki phir hamen izn-e-safar mile na mile

abhi to lutf-e-sada nala-e-jaras men hai

use pasand ki vo TuuT kar gira varna

shajar men kya nahin hota jo ḳhar-o-ḳhas men hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

waseem-barelvi

Main Aasman Pe Bahut der Rah Nahin Sakta

shah-naseer

Ek Qafila Hai Bin Tere Ham-Rah Safar Mein

Umid Koi Nahin Aasra Bhi Koi Nahin

poet

Jo Pinhan Tha Wahi Har Su Ayan Hai

gulzar

Zikr Aae To Mere Lab Se duaen Niklen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet