• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai Aarzu Ki Aur to Kya KHud KHuda Na Ho

Hai Aarzu Ki Aur to Kya KHud KHuda Na Ho

hai aarzu ki aur to kya ḳhud ḳhuda na ho

jab vo ho mere paas koi dusra na ho

divar se kahi thi jo us tak pahunch ga.i

is baat par hi mujh se kahin vo ḳhafa na ho

aahaT bhi koi pa na sake ghar se yuun nikal

har samt dekh-bhal koi dekhta na ho

saaya bhi saath le ke na ja ku-e-yar men

ham-zad bhi safar men kahin runuma na ho

vo raah kar talash ki jo sanglaḳh ho

DhunDe koi to tera kahin naqsh-e-pa na ho

mumkin kahan ki aḳhir-e-shab dar pe ho koi

dastak si ho rahi hai jo bahar hava na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shabnam-shakeel

Ek Be-Nam Si Khoj Hai dil Ko Jis Ke Asar Mein Rahte Hain

Chup the Bargad KHushk Mausam Ka Gila Karte Na The

hasrat-mohani

Ghatega Tere Kuche Mein Waqar Aahista Aahista

parvin-sheer

Tah-E-Girdab To Bachna Mera dushwar Hai Phir Bhi

Sae Majbur Hain peDon Se Utarne Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet