• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hadis-E-Ishq Ko Unwan La-Jawab Mila

Hadis-E-Ishq Ko Unwan La-Jawab Mila

hadis-e-ishq ko unvan la-javab mila

mujhe nigah mili hai use shabab mila

hamen nasib se qur.an la-javab mila

varaq jahan se khula zindagi ka baab mila

ḳhuda ke fazl se juya-e-ilm-o-danihs ko

nabi sa shahr mila aur ali sa baab mila

gunahgar hamin the tamam ḳhilqat men

hamen ko ashraf-e-maḳhluq ka ḳhitab mila

bas ek ḳhvab ki ta.abir DhunDhte guzri

tamam-umr ka hasil bas ek ḳhvab mila

jhuki jhuki si nigahon men iztirab nihan

na jaane kitne hijabon men be-hijab mila

jamal-e-yar ki ra.ana.iyon men aḳhir-e-shab

kahin ye kahkashan thi kahin shahab mila

zamin-e-sher hui aftab-e-burj-e-sharaf

‘anis’ fan men tire lutf-e-bu-turab mila

suḳhan samajhte hain ‘ja.afar’-raza ka.i ahbab

jo rah-e-shauq men naghmat ka sarab mila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Anjuman Mein Jo Meri Itni Ziya Hai Sahab

poet

Shanasa-E-Salib-E-Gham Badan Hai

abdul-hamid-adam

Tirgi Ke Ghane Hijabon Mein

abbas-tabish

Itna Aasan Nahin Masnad Pe Bithaya Gaya Main

Sufi

Hijab Koi Nahin Hai Naqab Koi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet