• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guzre Lamhon Ke Dobara Panne Khol Rahi Hun Main

Guzre Lamhon Ke Dobara Panne Khol Rahi Hun Main

poet

guzre lamhon ke dobara panne khol rahi huun main

thoḌe qisse yaad hain mujh ko thoḌe bhuul ga.i huun main

roz sub.h uTh jaaya karte hain mujh men kirdar ka.i

par bistar se ḳhud ko tanha uThte dekh rahi huun main

socha hai main dard chhupa lungi apne asani se

siine men jasus chhupa hai ye kyuun bhuul rahi huun main

ek sabab ye bhi hanste hanste chup ho jaane ka

apne uupar zimmedari zyada oḌh chuki huun main

isi liye be-sabr huun us ke man ki baten sunne ko

apne man ki saari baten us se bol chuki huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-E-Mastana Aata Hai

Halqa-E-Digaran Mein Shamil Tum

Lahje Ki Udasi Kam Hogi Baaton Mein Khanak Aa Jaegi

Sada Hai Garche Lauh-E-Basarat Bahaal Rakh

abdul-hamid-adam

Aur Arman Ek Nikal Jata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet