• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guzar Gaya Jo Mere Dil Pe Saneha Ban Kar

Guzar Gaya Jo Mere Dil Pe Saneha Ban Kar

guzar gaya jo mire dil pe saneha ban kar

utar gaya vo miri ruuh men ḳhuda ban kar

tira ḳhayal shab-e-hijr phailta hi gaya

hazar rang ki sochon ka silsila ban kar

vafa ke sang se Takra ke ehtijaj-e-ana

salib-e-lab pe sisakne laga dua ban kar

badan ke dasht men man ki hasin sub.hon ko

nikal raha hai gham-e-dahr azhdaha ban kar

kabhi to diip jalen gul khilen faza mahke

kabhi to aa shab-e-viran men ratjaga ban kar

tamam umr jise DhunDte rahe ‘a.ali’

kahin mila bhi agar vo to fasla ban kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zafar-iqbal

Ajab Koi Zor-E-Bayan Ho Gaya Hun

Marbut Kaamyabi Hai Warastagi Ke Sath

Kho baiThi Hai Sare KHad-O-Khaal Apni Ye Duniya

ismail-merathi

Ahmad Ka Maqam Hai Maqam-E-Mahmud

poet

Jab Apne Pairahan Se KHushbu Tumhaari Aai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet