• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaghosh Mein Jo Jalwagar Ek Naznin Hua

Aaghosh Mein Jo Jalwagar Ek Naznin Hua

poet

aghosh men jo jalvagar ik naznin hua

angushtari bana mira tan vo nagin hua

raunaq-faza lahad pe jo vo mah-jabin hua

gumbad hamari qabr ka charkh-e-barin hua

kanda jahan men koi na aisa nagin hua

jaisa ki tera naam mire dil-nashin hua

raushan hua ye mujh pe ki fanus men hai shama

haath us ka jalvagar jo tah-e-astin hua

rakhta hai khaak par vo qadam jab ki naaz se

kahta hai asman na kyuun main zamin hua

raushan shabab men jo hui sham-e-ru-e-yar

dud-e-charagh husn-e-khat-e-ambarin hua

ya rab gira adu pe ‘amanat’ ke tu vo barq

do tukde jis se shahpar-e-ruhul-amin hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ashk-E-Gul-Rang Nisar-E-Gham-E-Jaanana Karen

ambareen-haseeb-ambar

Main Use dekh Rahi Hun Badi Hairani Se

poet

Aankh Dariya Jigar Lahu Karna

poet

Meri Taklif Aasabi Kahan Hai

Sufi

Aaj Yun Hasti-e-Imkan-O-Guman Se Nikle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet