• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Ek Rup Hai Us Ka Paheliyon Ki Tarah

Har Ek Rup Hai Us Ka Paheliyon Ki Tarah

har ek ruup hai us ka paheliyon ki tarah

khule na mujh pe vo ujḌi haveliyon ki tarah

ye rang rang parinde hi ham se achchhe hain

jo ik daraḳht pe rahte hain beliyon ki tarah

sunahri dhuup men baiThi hon mil ke jab chiḌiyan

to chahchahati hain alhaḌ saheliyon ki tarah

uTha ke haath dua.en na maang barish ki

falak bhi ḳhushk hai teri hatheliyon ki tarah

ujaḌ gaya hai magar raas rut badalne se

kabhi mahakta tha ‘ḳhavar’ chambeliyon ki tarah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHuda Hua Na Koi Aur Hi Gawah Hua

Tare Dard Ke Jhonke Ban Kar Aate Hain

rahat-indori

Sabab Wo Puchh Rahe Hain Udas Hone Ka

baDha Ye Shak Ki Ghairon Ki Tan Mein Aag Lagi

Milta Jo Koi TukDa Is charKH-E-Zabarjad Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet