• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guman paDta Yahi Hai Ki Rahbari Hui Hai

Guman paDta Yahi Hai Ki Rahbari Hui Hai

guman paḌta yahi hai ki rahbari hui hai

ye apni raah kisi raah se juḌi hui hai

hazar abr-e-mohabbat yahan baras bhi chuke

bas ek shaḳh-e-tamanna nahin hari hui hai

mili thi ham ko ḳhuda se bahisht ke badle

magar ye zindagi me.aar se giri hui hai

ufuq pe phaila hua hai firaq-e-yar ka rang

udaas shaam miri god men paḌi hui hai

uTha le haath mire charagar ki is dil men

salib-e-hasrat-e-gham mustaqil gaḌi hui hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mai-Kade Ke Siwa Mili Hai Kahan

poet

Har-Su Dhuen Ka Raqs Hai Aaj Apne Ganw Mein

Kaun Hamara Dard baTae Kaun Hamara Thame Hat

Raste Mein Sham Ho Gai Qissa Tamam Ho Chuka

Main Ghaar Mein Tha Aur Hawa Ke Baghair Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet