• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gulshan-Ba-Dosh Nazren Lab Par Hasin Tarana

Gulshan-Ba-Dosh Nazren Lab Par Hasin Tarana

gulshan-ba-dosh nazren lab par hasin tarana

har ik ada hai un ki ulfat ka ik fasana

divana-saz gesu andaz-e-valihana

iman luTta hai ye rang-e-kafirana

mahke hue labon par bahka sa ye tabassum

phulon se Dhal raha ho jaise sharab-ḳhana

ab tak nigah men hai pahli nigah un ki

hansti rahi mohabbat luTta raha zamana

taron ki bazm ho vo ya ho gulon ki mahfil

har ek anjuman hai un ka hi jalva-ḳhana

un ki nazar panahen ḳhud dil men le rahi hai

bijli ke saa.e men hai ab mera ashiyana

kya ho bayan kisi se tafsir-e-husn-o-ulfat

sho.alon ki ik kahani shabnam ka ik fasana

duniya-e-rang-o-bu men ye inqalab-e-rangin

phulon ki hain jabinen kanTon ka astana

mujh ko ‘shifa’ miTana asan nahin hai koi

dekhun zara muqabil aa.e mire zamana

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mushafi-ghulam-hamdani

Aah dekhi Thi Main Jis Ghar Mein Pari Ki Surat

Jaane Kyun Ghar Mein Mere Dasht-O-Bayaban chhoD Kar

mirza-ghalib

dhota Hun Jab Main Pine Ko Us Sim-Tan Ke Panw

abroo-shah-mubarak

Garche Is Buniyaad-E-Hasti Ke Anasir Chaar Hain

Sae Dhalne Charag Jalne Lage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet