• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Go Maslak-E-Taslim-O-Raza Bhi Hai Koi Chiz

Go Maslak-E-Taslim-O-Raza Bhi Hai Koi Chiz

sahir-ludhianvi

go maslak-e-taslim-o-raza bhi hai koi chiiz

par ghairat-arbab-e-vafa bhi hai koi chiiz

khulta hai har ik ghuncha-e-nau-josh-e-numu se

ye sach hai magar lams-e-hava bhi hai koi chiiz

ye be-rukhi-e-fitrat mahbub ke shaki

itna bhi na samjhe ki ada bhi hai koi chiiz

ibrat-kada-e-dahr men ai tarik-e-duniya

lazzat-kada-e-jurm-o-khata bhi hai koi chiiz

lapkega gareban pe to mahsus karoge

ai ahl-e-duval dast-e-gada bhi hai koi chiiz

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Mein KHushbu Si Utar Jati Hai Sine Mein Nur Sa Dhal Jata Hai

Hansi Ki Aankh Mein Phaila Nami Ka Rang Dekha Hai

Dil Ki Rudad Nigahon Se Bayan Hoti Hai

Dil-O-Dimagh Mein Phir Mashwara Sa Hone Laga

Is Sal Sharafat Ka Libaada Nahin Pahna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet