• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Fasil-E-Dil Mein Dar Kiya Ki Rabta Bana Rahe

Fasil-E-Dil Mein Dar Kiya Ki Rabta Bana Rahe

poet

fasil-e-dil men dar kiya ki rabta bana rahe

ise ḳhuda ka ghar kiya ki rabta bana rahe

zamin pe apne jism ki thakan bichha ke so gaya

bharosa ḳhaak par kiya ki rabta bana rahe

sabhi gharon men aap hi muqim tha isi liye

mujhe bhi dar-ba-dar kiya ki rabta bana rahe

vo dushmanon ki saf men tha isi liye kalam bhi

kaman khinch kar kiya ki rabta bana rahe

use pasand aa ga.iin palak palak pe jhalaren

so main ne in ko tar kiya ki rabta bana rahe

main ḳhud-gharaz men matlabi tabhi ḳhuda se pyaar bhi

kisi ke naam par kiya ki rabta bana rahe

ye kuza-gar ka shauq tha tabhi to meri ḳhaak ne

tha raqs chaak par kiya ki rabta bana rahe

kabhi main karbala gaya kabhi madina o najaf

kahan kahan safar kiya ki rabta bana rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Faisla Hijr Ka Manzur Bhi Ho Sakta Hai

Sufi

Kya Kahin Kya Ye Jahan-e-Guzaran Lagta Hai

KHabar Kuchh Aisi uDai Kisi Ne Ganw Mein

Nazar Jo Aaya Us Pe Eatibar Kar Liya Gaya

Sufi

Lalan Mere Jiwe-Mare Is do Se Bhi Hai Pak Piu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet