• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaane Kis Liye ruThi Aise Zindagi Humse

Jaane Kis Liye ruThi Aise Zindagi Humse

jaane kis liye ruThi aise zindagi ham se

naam tak nahin puchha baat bhi na ki ham se

dekho vaqt ki aahaT tez hoti jaati hai

jo saval baaqi hain puchh lo abhi ham se

koi gham idhar aa.e us ko ghurti kyuun hai

aur chahti kya hai ab tiri ḳhushi ham se

ek bhuli-bisri yaad aaj yaad kyuun aa.i

kyuun kisi ke milne ki aarzu mili ham se

us ki ek ungli par ghumti rahi duniya

chand ki tarah har shai duur ho ga.i ham se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Mashhur Hai Jahan Mein Agarche Jafa-e-Gul

salma-shaheen-1

Masala Husn-E-Takhyyul Ka Hai Na Ilham Ka Hai

Hum Aap Qayamat Se Guzar Kyun Nahin Jate

poet

Jo Bhi Chahen Aap Marzi Aap Ki

Daulat Hai baDi Chiz Hukumat Hai baDi Chiz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet