• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Use Pahle Pahal Achchha Lagega

Use Pahle Pahal Achchha Lagega

poet

use pahle pahal achchha lagega

naya rasta naya rasta lagega

ta.alluq toḌna mushkil nahin hai

yahi ki dusra jhaTka lagega

mira ehsan hai tujh par mohabbat

agar aisa kahun kaisa lagega

tumhare naam ka chalta hai sikka

kaho kuchh bhi kaho achchha lagega

mire vahm-o-guman men bhi nahin tha

ye sadma is qadar gahra lagega

yahi sab jaan kar chhoḌa tha us ko

vo apna hai to phir apna lagega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Ka Nahin Hai Gham Koi, Jaan Se Agar Guzar Gae

Wahi Mohtasib Ki Malamaten Wahi Ek Wazeh Hasin Meri

Hai Barham Phir Mizaj Un Ka Dil-E-Nakaam Kya Hoga

Koshish Bhi Ye KHilaf-E-Tabiat Kabhi Na Ki

naKHl-E-Mamnua Ke ruKH Dobara Gaya Main to Mara Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet