• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Girja Mein Mandiron Mein Azanon Mein Bat Gaya

Girja Mein Mandiron Mein Azanon Mein Bat Gaya

nida-fazli

girja men mandiron men azanon men bat gaya

hote hi subh aadmi khanon men bat gaya

ik ishq naam ka jo parinda khala men tha

utra jo shahr men to dukanon men bat gaya

pahle talasha khet phir dariya ki khoj ki

baaqi ka vaqt gehun ke danon men bat gaya

jab tak tha asman men suraj sabhi ka tha

phir yuun hua vo chand makanon men bat gaya

hain taak men shikari nishana hain bastiyan

aalam tamam chand machanon men bat gaya

khabron ne ki musavvari khabren ghazal banin

zinda lahu to tiir kamanon men bat gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Thak Chuka Hun Main Gham Likhte Likhte

poet

Kyun Pareshan Ai Dil-E-Nakaam Hai

Ghamon Ne Is Tarah Ghera Kabhi Nahin Hoga

Sukun-E-Dil Gaya Nazron Se Sab Qatare Gae

ahmad-khayal

Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet