Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
abdul-ahad-saaz

Ghul Si Gai Ruh Mein Udasi

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Abdul Ahad Saaz
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

ghul si gai ruuh men udasi

raas aai na ham ko khud-shanasi

har mod pe be-kashish khadi hai

ik khush-badani o kam-libasi

lalach men paron ke pair chhute

ab rakht-e-safar hai be-asasi

nafs-e-mazmun isi men hai go

mazmun-e-nafas hai iqtibasi

aai bhi to kya nigar-e-taabir

odhe hue khvab ki rida si

jaadu sa alam ka kar gai ‘saz’

un ankhon ki multafit udasi

More Poems

Hath Sine Pe Mere Rakh Ke Kidhar dekhte Ho

Jo Tere Munh Se Na Ho Sharmsar Aaina

Talash

Aur Kya Rah Gaya Hai Hone Ko

Jab To Main Hun Aah Mein Aisa Asar Paida Karun

Mere Aasab Moattal Nahin Hone denge

Ghar Se Nikle To Ho Socha Bhi Kidhar Jaoge

Kaisi Kaisi Rah Mein diwaren Karte Hain Hail Log

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.