• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghubar Hoti Sadi Ke Sahraon Se Ubharte Hue Zamane

Ghubar Hoti Sadi Ke Sahraon Se Ubharte Hue Zamane

saleem-kausar

ghubar hoti sadi ke sahraon se ubharte hue zamane

nae zamanon men aae tujh ko talash karte hue zamane

udaas shamon ki sard raton men tere ushshaq dekhte hain

palak jhapakte hue darichon men subh karte hue zamane

agar ye sab karobar-e-hasti tiri tavajjoh se hat gaya hai

to phir ye kis ne sambhal rakkhe hain sab bikharte hue zamane

bisat-e-imkan par taghayyur ka husn mohre badal raha hai

charagh-e-hairat ki lau men zinda hain raqs karte hue zamane

zamin suraj ke gird apne madar men ghumti hai jaise

tiri gali ka tavaf karte hain yuun guzarte hue zamane

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chamak Yunhi Nahin Lafzon Mein Aai

Uske Siwa Kya Apni Daulat

Maut Ke Jhule Se Bahar Aa Gai

ahmad-shahryar

Raaz-e-darun-e-Astin Kashmakash-e-Bayan Mein Tha

Jaan Le Le Na Zabt-E-Ah Kahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet