• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghubar Dil Pe Bahut Aa Gaya Hai Dho Len Aaj

Ghubar Dil Pe Bahut Aa Gaya Hai Dho Len Aaj

ghubar dil pe bahut aa gaya hai dho len aaj

khuli faza men kahin duur ja ke ro len aaj

dayar-e-ghair men ab duur tak hai tanha.i

ye ajnabi dar-o-divar kuchh to bolen aaj

tamam-umr ki bedariyan bhi sah lenge

mili hai chhanv to bas ek niind so len aaj

tarab ka rang mohabbat ki lau nahin deta

tarab ke rang men kuchh dard bhi samo len aaj

kise ḳhabar hai ki kal zindagi kahan le jaa.e

nigah-e-yar tire saath hi na ho len aaj

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mirza-ghalib

dard Minnat-Kash-E-dawa Na Hua

Mere Arman Mayusi Ke Pale paDte Jate Hain

Jabin Ko Dar Pe Jhukana Hi Bandagi to Nahin

chaDha Hua Hai Jo Dariya Utarne Wala Hai

Adu-E-Bad-Guman Ki Dastan Kuchh Aur Kahi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet