• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghazab Ki kaT Thi Ab Ke Hawa Ke Tanon Mein

Ghazab Ki kaT Thi Ab Ke Hawa Ke Tanon Mein

ghazab ki kaaT thi ab ke hava ke tanon men

shigaf paḌ ga.e hain be-zaban chaTanon men

hamare honT hi patthar ke hain vagarna miyan

ham ek aag liye phirte hain dahanon men

bagula ban ke uTha to main tha ḳharabe se

bapa hua na koi hashr asmanon men

siyah shahr ki qismat men mera faiz kahan

charagh-e-nazr huun jalta huun astanon men

Tapak paḌa huun bil-aḳhir main apni ankhon se

chhupa rakha tha mujhe tum ne kin ḳhazanon men

sukut ko na kabhi kar sada se aluda

ki ye zaban hai muqaddas-tarin zabanon men

suḳhan-shanas fasilon ka hai sukut ghazab

suḳhan-taraz hain zanjiren qaid-ḳhanon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jis Din Se Hum Junun Ke Hain Daman Lage Hue

ada-jafarey

Gulon Si Guftugu Karen Qayamaton Ke darmiyan

fahmida-riaz

Ye Pairahan Jo Meri Ruh Ka Utar Na Saka

poet

Hai Shart Qimat-E-Hunar Bhi Ab To Rabt-E-Khas Par

poet

Aa Raha Hai Mere Guman Mein Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet