• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghar Mein Rahte Hue Dar Lagta Hai

Ghar Mein Rahte Hue Dar Lagta Hai

ghar men rahte hue Dar lagta hai

ab bayaban hi ghar lagta hai

paanv rakhta huun to dhansti hai zamin

sar uThata huun to sar lagta hai

qatl-o-gharat hai gali kuchon men

shahr-e-dahshat ka nagar lagta hai

Dagmagati hai dhamakon se zamin

asman zer-o-zabar lagta hai

zindagi yuun to guzar ja.egi

kitna mushkil ye safar lagta hai

ghair to ghair hamen aaj ke din

apne ham-sa.e se Dar lagta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raste Yaad Nahin Rah-Numa Yaad Nahin

Zamane Walon Ke Chehron Pe Kitne Dar Nikle

nazeer-akbarabadi

Ayyam-E-Shabab Apne Bhi Kya Aish-Asar The

Aankh Mein Partaw-E-Mahtab Salamat Rah Jae

Zulmaten chhaTne Ko Aaghaz-E-Sahar Kafi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet