• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghar Ki Jab Yaad Sada de To Palat Kar Aa Jaen

Ghar Ki Jab Yaad Sada de To Palat Kar Aa Jaen

pirzada-qasim

ghar ki jab yaad sada de to palat kar aa jaaen

kaash ham apni hi khvahish ko mayassar aa jaaen

hai karamat mire dil ki tire navak men nahin

vaar ho ek magar zakhm bahattar aa jaaen

guftugu aaj to do tok karega suraj

zill-e-subhani shabistan se bahar aa jaaen

shab ko yalghar-e-tafakkur se jo bach niklun main

subh-dam taaza khayalat ke lashkar aa jaaen

itni saffak samaat bhi ghazab hai ki jahan

baat puuri bhi na ho hathon men patthar aa jaaen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ashk Ko Dariya Banaya Aankh Ko Sahil Kiya

KHushi Bhi Ab Sarapa Gham Lage Hai

nazeer-akbarabadi

dar-Ul-Makafat

Tujhko Pane Ke Liye KHak-E-Tamanna Ho Jaun

Hairat Ke Daftar Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet