• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghar Ke Darwaze Khule Hon Chor Ka khaTka Na Ho

Ghar Ke Darwaze Khule Hon Chor Ka khaTka Na Ho

ghar ke darvaze khule hon chor ka khaTka na ho

be-sar-o-saman koi shahr men aisa na ho

tirgi ke ghaar se bahar nikal kar bhi to dekh

us zamin ki kokh se suraj koi nikla na ho

main ki goya bhi na ho paaya kisi divar se

rah gaya chup soch kar shayad koi sunta na ho

dasht men jaane se pahle apne dil men jhank lo

ḳhub-surat jism ke andar koi koi sahra na ho

ehtiyatan dekh hi lo dam-ba-ḳhud kyuun rah ga.e

tum jise divar samjhe ho vo darvaza na ho

main ki duniya ki har ik shai men hua huun ashkar

dekh tere aa.ine men bhi mira chehra na ho

moḌ hain har har qadam par kis se puchhen rasta

phir raha huun shahr men jaise koi divana ho

ye akela-pan to ‘shahid’ shahr ka ashob hai

ya koi tanha na ho ya har jagah virana ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sara-shagufta

Maut Ki Talashi Mat Lo

Na Main Us Ka Na Wo Mera Hua Hai

poet

Ghariq-E-Jalwa Kisi Jalwa-Gar Ko Kya Dekhe

siraj-aurangabadi

Ai Sanam Tujh Birah Mein Rota Hun

narjis-afroz-zaidi

Kahin Giraft Nahin Koi Istiara Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet