• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek laDka Tha Ek laDki Thi

Ek laDka Tha Ek laDki Thi

ik laḌka tha ik laḌki thi

aage allah ki marzi thi

pahla phuul khila tha dil men

lahu men ḳhushbu dauḌ ga.i thi

pahla saans liya tha sukh ka

pahli baar hava ik chali thi

ab kya janen lekin pahle

chand pe ik buḌhiya rahti thi

ye bazar kahan tha pahle

yahan to pahle ek gali thi

paani men bijli ka ghar tha

patthar men chingari chhupi thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

uDa Liye Hain Kuchh Arbab-E-Gulistan Ne to Kya

mirza-shauq-lakhnavi

Kahne Mein Nahin Hain Wo Hamare Kai din Se

Us Gali Tak saDak Rahi Hogi

poet

Daya Saqi Labaalab Mujhko Saghar

parveen-shakir

Sirf Ek Ladki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet