• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghane Arman gaDhi Aarzu Karne Se Milta Hai

Ghane Arman gaDhi Aarzu Karne Se Milta Hai

ghane arman gaḌhi aarzu karne se milta hai

ḳhuda jaaḌe ki raton men vuzu karne se milta hai

hava ki dhun daraḳhton ka suḳhan naghme hain lekin fan

dilon ke chaak men ankhen rafu karne se milta hai

ḳhuda un ko shu.ur-e-tishnagi deta to achchha tha

inhin pyason men kya shaghl-e-subu karne se milta hai

yaqin duniya nahin karti magar hai tajraba mera

sukun to but-kade men hav-hu karne se milta hai

badalte rang zaḳhmon ke hain niile surḳh aur kaale

falak ko bhi ye gardish char-su karne se milta hai

ufuq par qumqumon men qumqume zam hote jaate hain

maza ankhon ka ankhen ru-ba-ru karne se milta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aql Ko chhoD Ishq Mein Aa Ja

Na Aarzuon Ka Chand Chamka Na Qurbaton Ke Gulab Mahke

Ab to Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai

akhtar-azad-1

Masjid-O-Mandir Ka Yun Jhagda Mitana Chahiye

Yunhi Gar Har sans Mein thoDi Kami Ho Jaegi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet