• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Ghazab Hai Ki Chaar Aankhon Mein

Kya Ghazab Hai Ki Chaar Aankhon Mein

poet

kya ghazab hai ki chaar ankhon men

dil churata hai yaar ankhon men

chashm-e-kaifi ke surkh doron se

chha rahi hai bahar ankhon men

gir pada tifl-e-ashk ye machla

main ne roka hazar ankhon men

nahin uthti palak nazakat se

surma hota hai baar ankhon men

itni chhani hai khaak tere liye

chha raha hai ghubar ankhon men

jab se apna laqab hua hai ‘surur’

roz o shab hai khumar ankhon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Jab Tumhein Bhulaya Tum Aur Yaad Aae

poet

Qayam-O-Naql Ajaib Ke Tarjuman to Nahin

Kisi Bhi Samt Niklun Mera Pichha Roz Hota Hai

noon-meem-rashid

Izhaar Aur Rasai

Muslim Hun Par KHud Pe Qabu Rahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet