• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham Ko Wajh-E-Hayat Kahte Hain

Gham Ko Wajh-E-Hayat Kahte Hain

gham ko vaj.h-e-hayat kahte hain

aap bhi ḳhuub baat kahte hain

aap se hai vo ya hamin se hai

ham jise ka.enat kahte hain

kor-zauqi ki intiha ye hai

log din ko bhi raat kahte hain

ye ghalat kya hai tajarbe ko agar

hasil-e-hadsat kahte hain

bach nikalna fareb-e-hasti se

bas isi ko najat kahte hain

jis mohabbat pe hai madar-e-hayat

us ko bhi be-sabat kahte hain

vo mire sher hi to hain ‘sho.ala’

jin ko qand-o-nabat kahte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dard Ki Raat Guzarti Hai Magar Aahista

Jihad-E-Ishq Mein Hum Aashiqon Ko War Dena

Mera Dil Bhi Muamma Ho Gaya Hai

Rahi Hai Parda-E-Ulfat Mein Maslahat Kya Kya

Wasl Ki Raat Wo Tanha Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet