• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham Ko KHud Par Sawar Mat Karna

Gham Ko KHud Par Sawar Mat Karna

gham ko ḳhud par savar mat karna

zaḳhm ko ishtihar mat karna

ek had men raho to achchha hai

had ki divar paar mat karna

apni parvaz bhuul jaoge

ghair par inhisar mat karna

sar uThana muhal ho jaa.e

ḳhud ko yuun zer-e-bar mat karna

vaqt kab intizar karta hai

vaqt ka intizar mat karna

baat karna to samne karna

piiTh pichhe se vaar mat karna

hausle se saharna gham ko

dard ko be-vaqar mat karna

chahaton ke hisab men ‘anvar’

ek pal bhi udhar mat karna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ameer-minai

Jab Se Bandha Hai Tasawwur Us Rukh-E-Pur-Nur Ka

mushafi-ghulam-hamdani

Chale Le Ke Sar Par Gunahon Ki Gathri

Na Koi Jalwati Na Koi KHalwati Na Koi KHas Tha Na Koi Aam Tha

poet

dayar-E-Fikr-O-Hunar Ko Nikhaarne Wala

Aaghaz Se Anjam-E-Safar Dekh Raha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet