• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham Ko Baham Baham Na Kije

Gham Ko Baham Baham Na Kije

gham ko baham baham na kiije

gar gham hai to gham ka gham na kiije

yak nim-nigah hai so bhi kaari

kuchh is men se to kam na kiije

go ham hain ashiq-e-vafadar

par itna bhi sitam na kiije

be-fa.eda roiye kahan tak

ab ji men hai chashm nam na kiije

ghairon ke paḌhane ko mera vasf

is taur se ye karam na kiije

go tegh-e-asil hain ye abru

har dam itna bhi ḳham na kiije

gar jam-e-mai ‘asar’ lage haath

phir ḳhvahish-e-jam-e-jam na kiije

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Use Ujale Ka KHatra Satata Rahta Hai

Teri Rahon Mein Dal Kar Dere

Tabsira Kyon Kar Rahe Ho Barha Ajdad Par

Ibtida Se Main Intiha Ka Hun

poet

Na Itna Kije Talabgar Kaun Aap Ka Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet